Clips
Imam Jafar Sadiq (a.s) ke zariye hadaf-e-Anbiya o Aima ki takmeel
2025-04-25 • Masjid Bait ul Ateeq , Jamia Urwa Tul Wuska Lahore
Imam Jafar Sadiq (a.s) ki Maktab Saazi
Ahl-e-Nagar o Gilgit apne markaz se juray rahain !
Parachinar ki mazbooti ka raaz ; unki markaziyat hai !
Pakistani Shiaon ko Nizaam-e-Imamat ikhtiyar karne mein mushkil sirf raghbat ki kami hai.
Dolat-e-Karima mein raghbat zuhoor-e-Imam (a.s) ka sabab hai.
Sadeer Sayrafi ka sawal, Imam Sadiq (a.s) ka jawab aur Shiaon ki raghbat
Shiaon ke naam par har ghaali muqarrir aur khateeb Shia nahin .
Adam-e-raghbat ki wajah se Imam Jafar Sadiq (a.s) ka maktab o nizaam aaj tak tashna-e-takmeel hai.
Asr-e-Fitan ke Ulama hidayat ke bajaye !
Ulama ka maqam ilm ki wajah se nahi, amal o taqwa aur ummat ki tibabat ki wajah se hai!
Fitne deen ke minar gira dete hain !
Fitno ke zamane mein fitno ke jhande mat bano.
Fitno mein taqwa ke liye Amir-ul-Mu'mineen Ali (a.s) ki amali o maidani imamat o hidayat.
Fitno mein dhandlay pani mein machhliyan pakarne walay mat bano!
Fitno mein aqalmand fitno se bhagte hain !
Fitne markaziyat se door tabaqat ko kuchal kar reeza reeza kar dete hain!
Fitne hamesha insani basti par nagwari o talkhiyan thons dete hain !
Fitno se bhagne wale imaan ke dhoka mein aa jate hain !
Markaz se tamsuk, fitno o buhran se nijat ki klid !
USTAD E MUHTARAM
Syed Jawad Naqvi
6 views
•
Masjid Bait ul Ateeq , Jamia Urwa Tul Wuska Lahore
April 25, 2025